LOADING ...

Luyện nghe bài hát NCR Kay Mailay

Hướng dẫn luyện nghe

Bạn hãy nghe bài hát và điền từ còn thiếu vào các ô trống.
Sau khi điền hết, bạn nhấn nút gửi bài ở phía dưới để được chấm điểm.
Với những câu trả lời sai, bạn hãy rê chuột lên ô nhập để xem đáp án đúng.
Nếu bạn muốn luyện nghe lại với các ô trống khác thì click vào link "Làm lại bài điền từ khác" ở cuối bài.

Bắt đầu làm bài nào

1 :-

Kahani Hoti hai shurru NCR k kaalay suit se... China walay card aur ki qoot se.

Admission lene aaye toh daikhay haseen nazaray
CAMS CBM ko k hum saaray Bhai maaray gaye...

Kaalay Bachay aur qartootain in ki kaali .. chotti chotti
baat pay maa bahen ki gaali....

chalia gutka chalta hai lecture k dauraan .... mailay bhiya issay ban bhi jao insaan...

baba quaid k mazzar k baher hain Jo ..aanay waaly bachay NCR k mehman .

in ko koi maila bollay bollay toh parray ga chanta ... har jaggah paye gay peetay huay fanta....

ki dressing daikh k hiltay nahi ... par landay loffers miltay nahi...
ye mailaypann ki hadden kar chukkay hain paar..
chori huay nulls ki tadaad chaar..
ab inko samjhana bilkul hai bekaaar chahe alam sahab ya baba-e-ncr.

inkay saaray maamay pan ki dukaan par.
Mooh mai dalo aur challo jani kaam par.

Mooh Mai Gutka Aur Challo Jani Kaam Par.

× 2
M1M1 Ki Toh Baat Hi Aur Hai
E1M2 In Pay Khowar Hai
C1M1 Full Time Crazy
Is Called NCR My Baby.

2 :-

mailapan dikhanay mai larkiaan bhi peechay hain..GCR
mai kya kissi ko patta nahi hai...
I love you ko chotta kar k ily banna dia maili baaji bohot tyt kaam kia.

in larkion k saaray hotay hain fazool aur college mai aatin hain lagga k kafool.....

Maths K May In Sub K Mooh Mai Ek Toffee Hai,
k Liye ishara hi kaafi hai.

KGS k aagay nahi saktin aap
parda kr k aya Millay ga sawaab

apni chotti bahen se ye karwaye GI
sitting at the ye status pay lagaye GI.

Aur bhi hain ek ustaad Jo poochay mai hun kon.....
saaray bachay bollay is college k DON

Mailay Bachay Bollay Is College K DON

× 2
M1M1 Ki Toh Hi Kuch Aur Hai
Saari In Pay Khowar Hai
C1M1 Full Time Crazy
This Is NCR My Baby.

3 :-

Mere last verse mai ek chotti si kahani
daikho zarra in mailon ki jaawani.

in ka black
shoes in k
4 foot ki
aur panga lay k

poori toli lay k APC
tolli ho gayi golli batta Bhai ne in ki

Apc se pit k pohonchay da
wahan ja k baat aur bhi bigri.
itna maara k laut k na aye dobaara
oooo maillay pahen lay khudaara.

Ek hai hasti jissay har mailay ki phat'ti
NCR mai paya jata naam hai masti

is ka naam waisa is ka kaam
don't touch me my Name is khan.

chaura pann ye sub k hai baap
aap ko kya patta kya kya hua sath.

burger maila lesbo gays ye sub in k
na na na na na ye NCR ki awaam.

× 2

M1M1 Ki Toh Hi Kuch Aur Hai
Saari E1M2 In pay Hai
C1M1 Wallay Full Time Time
Is Called NCR My Baby.