LOADING ...

Luyện nghe bài hát NCR Kay Mailay

Hướng dẫn luyện nghe

Bạn hãy nghe bài hát và điền từ còn thiếu vào các ô trống.
Sau khi điền hết, bạn nhấn nút gửi bài ở phía dưới để được chấm điểm.
Với những câu trả lời sai, bạn hãy rê chuột lên ô nhập để xem đáp án đúng.
Nếu bạn muốn luyện nghe lại với các ô trống khác thì click vào link "Làm lại bài điền từ khác" ở cuối bài.

Bắt đầu làm bài nào

1 :-

Kahani Hoti hai shurru NCR k kaalay suit se... China card aur director ki qoot se.

Admission lene aaye toh daikhay haseen nazaray
CAMS CBM ko chorr k hum saaray Bhai gaye...

Kalay Kaalay Bachay aur qartootain in ki kaali .. chotti
pay dete maa bahen ki gaali....

chalia gutka chalta hai lecture k .... mailay bhiya chorro issay ban bhi jao insaan...

baba quaid k mazzar k baher Jo pathan ..aanay waaly bachay NCR k mehman .

in ko koi maila bollay bollay toh parray ga ... har jaggah paye jayen gay peetay huay fanta....

ki dressing daikh k hiltay nahi ... par landay loffers miltay nahi...
ye mailay mailaypann ki hadden kar chukkay paar..
chori nulls ki tadaad hogayi chaar..
ab inko samjhana bilkul hai bekaaar chahe alam sahab ya baba-e-ncr.

inkay saaray maamay pan ki dukaan par.
Mooh mai dalo gutka aur challo kaam par.

Mooh Mai Daalo Aur Challo Jani Kaam Par.

× 2
M1M1 Ki Toh Baat Hi Aur Hai
Saari E1M2 In Pay Hai
C1M1 Walay Full Crazy
This Is NCR My Baby.

2 :-

mailapan dikhanay mai larkiaan bhi peechay hain..GCR
mai hota kya ko patta nahi hai...
I love you ko chotta kar k ily dia maili baaji salaam bohot tyt kaam kia.

in larkion k saaray Status hotay hain fazool aur college mai aatin lagga k kafool.....

Maths K Period May In Sub K Mai Ek Toffee Hai,
samajhdar k Liye hi kaafi hai.

KGS k aagay nahi barh aap
parda kr k aya Millay ga sawaab

apni chotti bahen se ye karwaye GI
at the parlor ye status pay lagaye GI.

Aur aaisay bhi hain ek ustaad Jo mai hun kon.....
saaray bachay bollay is college k DON

Saaray Bachay Bollay Is College K DON

× 2
M1M1 Ki Toh Baat Hi Aur Hai
Saari E1M2 In Pay Hai
C1M1 Walay Full Time
Is Called NCR My Baby.

3 :-

Mere last walay verse mai ek chotti si
zarra daikho in mailon ki jaawani.

colour in ka
shoes in k
4 foot ki
aur panga lay k

poori toli lay k APC
tolli ho gayi golli batta ne in ki kholli

Apc se pit k pohonchay da
ja k baat aur bhi zaida bigri.
itna ganda k laut k na aye dobaara
oooo maillay pahen lay khudaara.

Ek aaisi hai hasti jissay har ki phat'ti
NCR mai jata naam hai uska masti

is ka naam waisa is ka kaam
don't touch me my Name is khan.

pann dikhanay ye sub k hai baap
aap ko kya kya kya hua inkay sath.

burger maila lesbo gays ye sub in k
na na na na na ye NCR ki awaam.

× 2

M1M1 Ki Toh Hi Kuch Aur Hai
Saari E1M2 In pay Hai
C1M1 Full Time Time Crazy
This Is NCR My Baby.