LOADING ...

Luyện nghe bài hát Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Hướng dẫn luyện nghe

Bạn hãy nghe bài hát và điền từ còn thiếu vào các ô trống.
Sau khi điền hết, bạn nhấn nút gửi bài ở phía dưới để được chấm điểm.
Với những câu trả lời sai, bạn hãy rê chuột lên ô nhập để xem đáp án đúng.
Nếu bạn muốn luyện nghe lại với các ô trống khác thì click vào link "Làm lại bài điền từ khác" ở cuối bài.

Bắt đầu làm bài nào

Kabhi Yahaan Tumhein Dhonda, Wahaan Pohncha
Tumhari Ki Khaatir Kahan Kahan Pohcha
Ghareeb Mit Ga'ay, Pamaal Ho Gaye
Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Nishaan

Ho Bhi Aur Her Jaa Ho
Ho Bhi Aur Her Ja Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Her Zarray Mein Kiss Shaan Say Tu Jalwa Hai
Hai Magar Aqal K Kaisay Hai To Kia Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Tujhay Dair-O-Haram Nai Dhonda Tu Nahi Milta
Magar Tashreef Farma Apne Dil Mein Daikha Hai
Tum Ek Dhanda Ho

Dhonday Nahi Ho Na Dhonday Say Kaheen Tum
Aur Phir Yeah Tamasha Hai, Hum Hein Waheen Tum
Tum Ek Dhanda Ho

Jab Bajuz Tairay Koi Dosra Maujood
Phir Samajh Nahi Aata Tera Purdah Karna
Tum Ek Gorakh Ho

Harm O Mein Hai Jalwa E Purfan Tera
Do Gharoon Ka Hai Charaagh E Kurkhe Roshan
Tum Ek Gorakh Ho

Jo Ulfat Mein Kho Gaya Hai, Usi Kho'ay Hoay Ko Kuch Mila Hai
Na But-Khanay, Na Kabay Mein Mila Hai, Magar Hoay Dil Mein Mila Hai
Adam Bun Ker To Chup Gaya Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya Hai

Nahi Hai Tu To Phir Kaisa, Nafi Bhi Tairay Honay Ka Pata Hai
Mein Ko Keh Raha Hoon Apni Hasti, Agar Wo Tu Nahi To Aur Kia Hai
Nahi Aaya Khayaloon Mein Agar Tu, To Mein Kaisay Samjha Tu Khuda Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Hoon Is Baat Pay, Tum Kon Ho Kia Ho
Haath Aao To But, Haath Na Aao To Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Aqal Mein Jo Gaya La-Intiha Kiyoon Ker Hoa
Jo Samajh Mein Aa Phir Wo Khuda Kiyoon Ker Hoa
Tum Ek Dhanda Ho

Falsafi Ko K Ander Khuda Milta Nahi
Dour Ko Suljha Raha Hai Aur Sira Nahi
Tum Ek Gorakh Ho

Pata Yoon To Bata Daitay Ho Sub Ko Apna
Ta'ajub Hai Rehtay Ho Tum Tootay Hoay Dil Mein
Tum Ek Gorakh Ho

Jab K Tujh Bin Nahi Koi
Phir Yeah Hangama Ay Kia Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Chuptay Nahi Ho, Samnay Aatay Nahi Ho Tum, Jalwa K Jalwa Dikhatay Nahi Ho Tum
Dair O K Jhagray Mita'tay Nahi Ho Tum, Jo Asal Baat Hai Wo Batatay Nahi To Tum
Hairaan Hoon Mairay Dil Mein Sama'ay Ho Tarah, Haan'la K Do Jahan Mein Samatay Nahi To Tum
Ma Bud O Haram, Yeah Qaleesa-o-Dair Kiyoon, Harjayii Ho Jabhi To Bata'tay Nahi To Tum
Tum Ek Gorakh Ho

Dil Peh Hairat Nai Ajab Jama Rakha Hai, Aik Uljhi Howi Tasveer Bana Rakha Hai
Kuch Samajh Mein Nahi Aata K Yeah Chakkar Kia Hai, Kia Tum Nai Azal Say Yeah Racha Rakha Hai
Rooh Ko Jism K Ka Bana Ker Qaidee, Us Pay Phir Mout Ka Pehraa Bhi Bithaa Rakha Hai
Day K Tadbeer K Panchi Ko Uranay Tu Nai, Mein Her Sumt Bicha Rakha Hai
Kar K Araish E Ki Barsoon Tu Nai, Khatam Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha Hai

La-Makaani Ka Bahr Haal Hai Dawa Bhi Tumhein, Nahl-O-Akrab Ka Bhi Suna Rakha Hai
Yeah Burai, Wo Bhalai, Yeah Jahannum, Wo Bahisht, Is Ulat Phiar Mein Farmao To Kia Hai
Aadam Nai Kiya Aur Saza Baitoon Ko, Adl O Insaaf Ka Mi'aar Bhi Kia Rakha Hai
Dai K Ko Dunya Mein Khilafat Apni, Ik Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha Hai
Apni Ki Khaatir Hai Banaya Sub Ko, Sub Ki Nazaroon Say Magar Khud Ko Chup Rakha Hai
Tum Ek Dhanda Ho

Nit Naye Naqsh Banatay Ho Mita Daitay Ho, Janay Kiss Jurm-E-Tamanna Ki Saza Ho
Kabhi Kunker Ko Bana Daitay Ho Heeray Ki Kani, Heeron Ko Bhi Mitti Mein Mila Daitay Ho
Zindagi He Murdoon Ko Ata Ki Jiss Nai, Wo Maseeha Bhi Saleebon Pay Saja Daitay Ho
Khuwahish-E-Deed Jo Kar Baithay Koi, Tuur Hee Bark e Tajaali Say Jala Daitay Ho
Namrood Mein Dalwatay Ho Qudrat Na Khaleeq, Khud Hee Phir Naar Ko Gulzaar Bana Daitay Ho

Chahay Kin Aan Phainko Kabhi Maah Kinaan, Noor Yaqoob Ki Aankhon Ka Bujha Daitay Ho
Day Ke Yusuf Ko Kabhi Mirs K Bazaaron Mein, Aakhir Shah-E-Misr Bana Daitay Ho
Jazb O Masti Ki Jo Manzil Pe Pohonchta Hai Koi, Baith Ker Dil Anal Haq Ki Sada Daitay Ho
Khud He Lagwatay Ho Phir Kufr K Us Per, Khud He Mansoor Ko Sooli Peh Charha Daitay Ho
Apni Hasti Bhi Wo Ik Rooz Gawa Baith'ta Hai, Darshan Ki Lagan Jiss Ko Laga Daitay Ho

Koi Ranjha Jo Khooj Mein Nikle Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay Ho
Justujo Lay K Tumhari Joh Chalay Qais Koi, Us Ko Kisi Laila Ka Bana Daitay Ho
Jot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Taptay Hoay Thal Mein Jala Daitay Ho
Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Baha Daitay Ho
Khudh Joh Chaho To Sar-E-Arsh Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Daitay Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Aap Hi Apna Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Jo Kehta Hoon Tumhein Lagta Hai Bura Sa, Phir Bhi Hai Mujhay Tum Say Baharhaal Gila Sa
Chup Chaap Rahay Daikhtay Tum Arsh-E-Bareen Per, Taptay Hoay Mein Mohammad Ka Nawasa
Kiss Pilata Tha Laahu Apna Wafa Ko, Khud Teen Dino Say Wo Agarchay Tha Piyasa
Dushmun To Bahar Haal Thay Dumshun Magar Afsoos, Tum Nai Bhi Faraham Na Kia Pani Sa

Her Zulm Ki Taufeeq Hai Zaalim Ki Wirasat, Mazloom K Mein Tasalli Na Dilasa
Kal Taaj Saja Daikha Tha Jis Shaqs K Sir Per, Hai Aaj Usi Shaqs K Haathon Hikasa
Yeh Kia Hai Pochon To Kehtay Ho Jawaban, Is Raaz Say Ho Sakta Nahi Koi Shanasa
Tum Ek Dhanda Ho

Hairat Ki Ik Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Har Aik Jaan Pey Ho, Laikin Pata Maloom
Tumahra Naam Suna Nai, Nishaan Maloom
Tum Ek Dhanda Ho

Dil Say Jo Nikal Ja'ay To Jugnu Ho Ja'ay, Aur Aankhon Mein Simat Aa'ay To Aanso Ho Ja'ay
Ja Pe Ya Huu Ka Jo Be Hu Karay Hu Mein Kho Ker, Us Ko Sultaniyaan Mil Woh Baahu Ho Ja'ay
Baalgi Ka Na Kisi Ka Ho Churi Ke Neechay, Halk-E-Asghar Mein Teer Tarazu Ho Ja'ay
Tum Ek Dhanda Ho

Qadar Beniyaaz Ho Tum Bhi
Daastan E Ho Tum Bhi
Tum Ek Dhanda Ho

Raah-E-Tehqeeq Mein Her Gaam Pay Uljhan Daikhoon, Wohi Halaat O Khayalaat Anaban Daikhoon
Bana Ke Rah Jaata Hoon Tasaveer Pareshaani Ki, Ghaur Say Jab Bhi Kabhi Dunya Ke Darpan
Aik He Khaaq Pay Fitrat Ke Itne, Itne Hisson Mein Banta Aik He Angan Daikhoon

Kahin Zahmat Ki Sulagti Howi Ka Sama, Kahin Rahmat Ke Barastay Hoay Sawan Daikhon
Kahin Punkartay Darya, Kabhin Khamosh Pahar, Kabhi Jungle, Kahin Sahra, Gulshan Daikhoon
Khoon Hai Yeh Taqseem Ka Andaaz Mujhay, Koi Dhanwaan Yahaan Per Koi Nirdhan Daikhoon

Din Ke Haathon Mein Faqat Ek Sulagta Suraj, Raat Ki Sitaroon Say Muzayyan Daikhon
Kahin Murjha'ay Howe Phool Hein Sach'chaii Ke, Aur Kahin Jhoot Ke Kaanton Pay Bhi Daikhon
Shams Ki Khaal Kaheen Khinchti Nazar Aati Hai, Kaheen Sarmad Ki Utarti Gardan Daikhoon

Raat Kia Shay Hai Sawayra Kia Hai, Ujala Yeah Andhera Kia Hai
Mein Bhi Hoon Tumhara Aakhir, Kiyoon Yeh Kehtay Ho K Tera Kya Hai
Tum Ek Dhanda Ho

Daikhnay Wala Kia Dekhta
Tu Nai Her Rung Say Kia
Tum Ek Dhanda Ho

Masjid Mandir Yeh Mekhanay, Koi Yeh Koi Woh Manay
Sub Tere Hein Kasahanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay
Ik Honay Ka Tere Hai, Inkaar Pay Koi Maail Hai
Ik Khalq Mein Shaamil Karta Hai, Ik Sub Say Rehta Hai
Hein Dono Mastanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay
Sub Hein Jab Tumhare Naam Ke, Kiyoon Yeh Jhagray Hein Rahim-O-Raam Ke
Tum Ek Dhanda Ho

Dair Mein Tu Haram Mein Tu, Pe Tu Zameen Pe Tu
Jiss Ki Pohonch Jahan Talak Us K Liyeah Pe Tu
Tum Ek Dhanda Ho

Her Ik Rung Yakta Ho
Her Ik Mein Yakta Ho
Tum Ek Gorakh Ho

Markaz E Justuju, Aalam E O Boo, Dum Ba Dum Jalwagar Tu He Tu Chaar Su
Hu K Mahool Mein Kuch Nahi Illah Hu, Tum Bohot Dilruba Tum Khoobaru
Arsh Ki Azmatein Farsh Ki Aabro, Tum Ho Qonein Ka
Aankh Nay Ker Lia Say Wazu, Ub To Ker Do Ata Deed Ka Ik Sabu
Aao Parday Say Tum Aankh K Ru Baru, Chund Lamhay Milan Do Guftagu
Naaz Jabta Phiray Ja Baja Qo Ba Qu, Wahdahu La Shareeka Laho

Allah Hu Allah Hu Allah Hu Hu
Allah Hu Hu Allah Hu Allah Hu

Videos

Qawwali | Tum Ek Gorakh Dhanda Ho with Lyrics | Nusrat Fateh Ali Khan | Best Qawwali 2023 | Sajda
Qawwali | Tum Ek Gorakh Dhanda Ho with Lyrics | Nusrat Fateh Ali Khan | Best Qawwali 2023 | Sajda
Tum Ek Goorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Goorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Original Complete Version) - USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN - OFFICIAL VIDEO
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Original Complete Version) - USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN - OFFICIAL VIDEO
Tum aik Gorak Dhanda ho  NESCAFE Basement
Tum aik Gorak Dhanda ho NESCAFE Basement
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Lyrics - English Translation - Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Lyrics - English Translation - Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan #nfak #qawali #nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan #nfak #qawali #nusratfatehalikhan
Meri Zindagi Hai Tu -  Nusrat Fateh Ali Khan |  Trap Mix | NFAK Remix + Bass Boosted | MunfradShairi
Meri Zindagi Hai Tu - Nusrat Fateh Ali Khan | Trap Mix | NFAK Remix + Bass Boosted | MunfradShairi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Version)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Version)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Full Qawwali  Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Full Qawwali Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Recording)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Recording)
nusrat fateh ali khan tum ik gorakh dhanda ho
nusrat fateh ali khan tum ik gorakh dhanda ho
BEST ISLAMIC QAWWALIES (Complete Original) Jukebox | Nusrat Fateh Ali Khan | OSA Worldwide
BEST ISLAMIC QAWWALIES (Complete Original) Jukebox | Nusrat Fateh Ali Khan | OSA Worldwide
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  |  Nusrat Fateh Ali Khan  |  Naz Khialvi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho | Nusrat Fateh Ali Khan | Naz Khialvi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho | Original Complete Version by Am Qawali 🌟 | Full Performance"
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho | Original Complete Version by Am Qawali 🌟 | Full Performance"
TUM IK GORAKH DHANDA ho| GORAKH dhanda Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Qawali| TUM akGorakh DHANDA ho
TUM IK GORAKH DHANDA ho| GORAKH dhanda Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Qawali| TUM akGorakh DHANDA ho
Tum ik Gorakh Dhandha Ho ( Complete )   Nusrat Fateh Ali Khan
Tum ik Gorakh Dhandha Ho ( Complete ) Nusrat Fateh Ali Khan