LOADING ...

Luyện nghe bài hát Tum Ek Gorakh Dhanda Ho

Hướng dẫn luyện nghe

Bạn hãy nghe bài hát và điền từ còn thiếu vào các ô trống.
Sau khi điền hết, bạn nhấn nút gửi bài ở phía dưới để được chấm điểm.
Với những câu trả lời sai, bạn hãy rê chuột lên ô nhập để xem đáp án đúng.
Nếu bạn muốn luyện nghe lại với các ô trống khác thì click vào link "Làm lại bài điền từ khác" ở cuối bài.

Bắt đầu làm bài nào

Kabhi Yahaan Dhonda, Kabhi Wahaan Pohncha
Tumhari Ki Khaatir Kahan Kahan Pohcha
Ghareeb Mit Ga'ay, Pamaal Ho Gaye
Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Pohncha

Ho Bhi Aur Her Jaa Ho
Ho Bhi Aur Her Ja Ho
Tum Ek Gorakh Ho

Her Zarray Mein Shaan Say Tu Jalwa Numa Hai
Hai Magar Aqal K Kaisay Hai To Kia Hai
Tum Ek Dhanda Ho

Tujhay Dair-O-Haram Mein Nai Dhonda Tu Milta
Magar Tashreef Tujhay Apne Dil Mein Daikha Hai
Tum Ek Dhanda Ho

Dhonday Milay Ho Na Dhonday Say Kaheen Tum
Aur Phir Tamasha Hai, Jahan Hum Hein Waheen Tum
Tum Ek Dhanda Ho

Jab Tairay Koi Dosra Maujood Nahi
Phir Samajh Mein Nahi Aata Purdah Karna
Tum Ek Dhanda Ho

Harm O Dair Mein Hai E Purfan Tera
Do Gharoon Ka Hai Charaagh E Kurkhe Roshan
Tum Ek Dhanda Ho

Jo Ulfat Mein Tumhari Kho Gaya Hai, Usi Kho'ay Ko Kuch Mila Hai
Na But-Khanay, Na Kabay Mein Hai, Magar Totay Hoay Dil Mein Mila Hai
Adam Bun Ker Kaheen To Chup Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya Hai

Nahi Hai Tu To Inkaar Kaisa, Nafi Bhi Tairay Honay Ka Pata Hai
Mein Jiss Ko Keh Raha Hoon Apni Hasti, Wo Tu Nahi To Aur Kia Hai
Nahi Aaya Khayaloon Mein Tu, To Phir Mein Kaisay Samjha Tu Khuda Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Hoon Is Baat Pay, Tum Kon Ho Kia Ho
Haath Aao To But, Na Aao To Khuda Ho
Tum Ek Gorakh Ho

Aqal Mein Jo Ghir La-Intiha Kiyoon Ker Hoa
Jo Samajh Mein Aa Gaya Phir Wo Khuda Ker Hoa
Tum Ek Gorakh Ho

Falsafi Ko Behas K Khuda Milta Nahi
Dour Ko Raha Hai Aur Sira Milta Nahi
Tum Ek Dhanda Ho

Pata Yoon To Daitay Ho Sub Ko La-Makaan Apna
Ta'ajub Hai Magar Rehtay Ho Tum Tootay Dil Mein
Tum Ek Dhanda Ho

Jab K Tujh Bin Nahi Koi
Yeah Hangama Ay Khuda Kia Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Chuptay Nahi Ho, Samnay Aatay Ho Tum, Jalwa Dikha K Jalwa Dikhatay Nahi Ho Tum
Dair O K Jhagray Mita'tay Nahi Ho Tum, Jo Asal Baat Hai Wo Batatay Nahi To Tum
Hoon Mairay Dil Mein Sama'ay Ho Kiss Tarah, Haan'la K Do Jahan Mein Samatay Nahi To Tum
Yeah Ma Bud O Haram, Yeah Qaleesa-o-Dair Kiyoon, Harjayii Ho To Bata'tay Nahi To Tum
Tum Ek Gorakh Ho

Dil Peh Hairat Nai Ajab Rung Jama Rakha Hai, Aik Uljhi Tasveer Bana Rakha Hai
Kuch Samajh Mein Nahi K Yeah Chakkar Kia Hai, Khail Kia Tum Nai Azal Say Yeah Racha Rakha Hai
Rooh Ko Jism K Pingray Ka Bana Ker Qaidee, Us Pay Phir Mout Ka Bhi Bithaa Rakha Hai
Day K K Panchi Ko Uranay Tu Nai, Daam-E-Tadbeer Mein Her Sumt Bicha Rakha Hai
Kar K Araish E Ki Barsoon Tu Nai, Khatam Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha Hai

La-Makaani Ka Bahr Haal Hai Dawa Bhi Tumhein, Nahl-O-Akrab Ka Bhi Suna Rakha Hai
Yeah Burai, Wo Bhalai, Yeah Jahannum, Wo Bahisht, Is Ulat Phiar Mein To Kia Rakha Hai
Jurm Aadam Nai Kiya Aur Saza Baitoon Ko, Adl O Insaaf Ka Mi'aar Bhi Kia Hai
Dai K Insaan Ko Mein Khilafat Apni, Ik Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha Hai
Apni Ki Khaatir Hai Banaya Sub Ko, Sub Ki Nazaroon Say Magar Khud Ko Chup Rakha Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Nit Naye Naqsh Banatay Ho Mita Daitay Ho, Kiss Jurm-E-Tamanna Ki Saza Daitay Ho
Kabhi Kunker Ko Bana Daitay Ho Heeray Ki Kani, Kabhi Heeron Ko Bhi Mitti Mila Daitay Ho
Zindagi Kitnay He Murdoon Ko Ata Ki Jiss Nai, Wo Maseeha Bhi Saleebon Pay Daitay Ho
Jo Kar Baithay Sir-E-Tuur Koi, Tuur Hee Bark e Tajaali Say Jala Daitay Ho
Nalay Namrood Mein Dalwatay Ho Qudrat Na Khaleeq, Khud Hee Phir Naar Ko Gulzaar Daitay Ho

Chahay Kin Aan Mein Phainko Kabhi Maah Kinaan, Yaqoob Ki Aankhon Ka Bujha Daitay Ho
Day Ke Yusuf Ko Kabhi Mirs K Bazaaron Mein, Aakhir Kaar Shah-E-Misr Bana Ho
Jazb O Masti Ki Jo Manzil Pe Hai Koi, Baith Ker Dil Mein Anal Haq Ki Sada Daitay Ho
Khud He Lagwatay Ho Phir Kufr K Fatway Us Per, He Mansoor Ko Sooli Peh Charha Daitay Ho
Apni Hasti Bhi Wo Ik Rooz Gawa Baith'ta Hai, Apne Darshan Ki Lagan Jiss Ko Daitay Ho

Koi Ranjha Jo Kabhi Khooj Mein Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay Ho
Justujo Lay K Tumhari Joh Chalay Koi, Us Ko Majno Kisi Laila Ka Bana Daitay Ho
Jot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Usay Taptay Thal Mein Jala Daitay Ho
Sohni Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Daitay Ho
Khudh Joh Chaho To Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Kara Daitay Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Aap Hi Pardah Ho
Tum Ek Gorakh Ho

Jo Kehta Hoon Mana Tumhein Lagta Hai Bura Sa, Bhi Hai Mujhay Tum Say Baharhaal Gila Sa
Chup Chaap Rahay Tum Arsh-E-Bareen Per, Taptay Hoay Karbal Mein Mohammad Ka Nawasa
Kiss Tarah Pilata Tha Apna Wafa Ko, Khud Teen Dino Say Wo Agarchay Tha Piyasa
Dushmun To Bahar Thay Dumshun Magar Afsoos, Tum Nai Bhi Faraham Na Kia Pani Zara Sa

Her Zulm Ki Taufeeq Hai Zaalim Ki Wirasat, Mazloom K Mein Tasalli Na Dilasa
Kal Taaj Saja Daikha Tha Jis Shaqs K Sir Per, Hai Aaj Usi Shaqs K Haathon Mein
Yeh Kia Hai Agar Pochon To Ho Jawaban, Is Raaz Say Ho Sakta Nahi Koi Shanasa
Tum Ek Gorakh Ho

Ki Ik Dunya Ho
Tum Ek Dhanda Ho

Har Aik Jaan Pey Ho, Pata Nahi Maloom
Tumahra Naam Nai, Nishaan Nahi Maloom
Tum Ek Gorakh Ho

Dil Say Armaan Jo Nikal Ja'ay To Jugnu Ho Ja'ay, Aur Aankhon Mein Simat To Aanso Ho Ja'ay
Ja Pe Ya Huu Ka Jo Be Hu Karay Hu Mein Kho Ker, Us Ko Sultaniyaan Mil Jaein Woh Ho Ja'ay
Ka Na Kisi Ka Ho Churi Ke Neechay, Halk-E-Asghar Mein Kabhi Teer Tarazu Ho Ja'ay
Tum Ek Dhanda Ho

Kiss Qadar Ho Tum Bhi
E Niyaaz Ho Tum Bhi
Tum Ek Gorakh Ho

Mein Her Gaam Pay Uljhan Daikhoon, Wohi Halaat O Khayalaat Mein Anaban Daikhoon
Bana Ke Rah Jaata Tasaveer Pareshaani Ki, Ghaur Say Jab Bhi Kabhi Dunya Ke Darpan Daikhoon
Aik He Khaaq Pay Fitrat Ke Tajaadaat Itne, Itne Hisson Mein Banta Aik He Angan

Kahin Ki Sulagti Howi Patjhar Ka Sama, Kahin Rahmat Ke Barastay Hoay Sawan Daikhon
Kahin Darya, Kabhin Khamosh Pahar, Kabhi Jungle, Kahin Sahra, Kahin Gulshan Daikhoon
Khoon Rulata Hai Yeh Taqseem Ka Andaaz Mujhay, Koi Dhanwaan Yahaan Per Koi Daikhoon

Din Ke Haathon Mein Faqat Ek Sulagta Suraj, Raat Ki Maang Sitaroon Say Daikhon
Murjha'ay Howe Phool Hein Sach'chaii Ke, Aur Kahin Jhoot Ke Kaanton Pay Bhi Joban Daikhon
Shams Ki Kaheen Khinchti Nazar Aati Hai, Kaheen Sarmad Ki Utarti Howi Gardan Daikhoon

Raat Kia Shay Hai Kia Hai, Yeah Ujala Yeah Andhera Kia Hai
Mein Bhi Hoon Tumhara Aakhir, Kiyoon Yeh Kehtay Ho K Tera Kya Hai
Tum Ek Gorakh Ho

Daikhnay Wala Tujhay Kia
Tu Nai Her Say Pardah Kia
Tum Ek Dhanda Ho

Masjid Mandir Yeh Mekhanay, Koi Yeh Manay Koi Woh
Sub Tere Hein Jaana Kasahanay, Koi Yeh Koi Woh Manay
Ik Ka Tere Qaail Hai, Inkaar Pay Koi Maail Hai
Ik Khalq Shaamil Karta Hai, Ik Sub Say Akela Rehta Hai
Hein Dono Tere Mastanay, Koi Yeh Manay Koi Woh
Sub Hein Jab Aashiq Tumhare Naam Ke, Kiyoon Yeh Jhagray Rahim-O-Raam Ke
Tum Ek Gorakh Ho

Dair Mein Tu Haram Mein Tu, Arsh Pe Tu Pe Tu
Jiss Ki Pohonch Jahan Talak Us K Waheen Pe Tu
Tum Ek Dhanda Ho

Her Ik Rung Yakta Ho
Her Ik Rung Mein Ho
Tum Ek Gorakh Ho

Markaz E Justuju, Aalam E Rung O Boo, Dum Ba Dum Tu He Tu Chaar Su
Hu K Mahool Mein Kuch Nahi Illah Hu, Tum Bohot Tum Bohot Khoobaru
Ki Azmatein Farsh Ki Aabro, Tum Ho Qonein Ka Haasil-E-Aarzo
Aankh Nay Ker Lia Aanso'on Say Wazu, Ub To Ker Do Ata Ka Ik Sabu
Aao Say Tum Aankh K Ru Baru, Chund Lamhay Milan Do Ghari Guftagu
Naaz Phiray Ja Baja Qo Ba Qu, Wahdahu Wahdahu La Shareeka Laho

Allah Hu Hu Allah Hu Allah Hu
Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu

Videos

Qawwali | Tum Ek Gorakh Dhanda Ho with Lyrics | Nusrat Fateh Ali Khan | Best Qawwali 2023 | Sajda
Qawwali | Tum Ek Gorakh Dhanda Ho with Lyrics | Nusrat Fateh Ali Khan | Best Qawwali 2023 | Sajda
Tum Ek Goorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Goorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Original Complete Version) - USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN - OFFICIAL VIDEO
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Original Complete Version) - USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN - OFFICIAL VIDEO
Tum aik Gorak Dhanda ho  NESCAFE Basement
Tum aik Gorak Dhanda ho NESCAFE Basement
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Lyrics - English Translation - Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Lyrics - English Translation - Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan #nfak #qawali #nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan #nfak #qawali #nusratfatehalikhan
Meri Zindagi Hai Tu -  Nusrat Fateh Ali Khan |  Trap Mix | NFAK Remix + Bass Boosted | MunfradShairi
Meri Zindagi Hai Tu - Nusrat Fateh Ali Khan | Trap Mix | NFAK Remix + Bass Boosted | MunfradShairi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Version)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Version)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Full Qawwali  Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Full Qawwali Nusrat Fateh Ali Khan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Qawali Ustad Nusrat Fateh Ali Khan nfak qawali nusratfatehalikhan
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Recording)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho (Complete Original Recording)
nusrat fateh ali khan tum ik gorakh dhanda ho
nusrat fateh ali khan tum ik gorakh dhanda ho
BEST ISLAMIC QAWWALIES (Complete Original) Jukebox | Nusrat Fateh Ali Khan | OSA Worldwide
BEST ISLAMIC QAWWALIES (Complete Original) Jukebox | Nusrat Fateh Ali Khan | OSA Worldwide
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho  |  Nusrat Fateh Ali Khan  |  Naz Khialvi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho | Nusrat Fateh Ali Khan | Naz Khialvi
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho | Original Complete Version by Am Qawali 🌟 | Full Performance"
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho | Original Complete Version by Am Qawali 🌟 | Full Performance"
TUM IK GORAKH DHANDA ho| GORAKH dhanda Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Qawali| TUM akGorakh DHANDA ho
TUM IK GORAKH DHANDA ho| GORAKH dhanda Qawali | Nusrat Fateh Ali Khan Qawali| TUM akGorakh DHANDA ho
Tum ik Gorakh Dhandha Ho ( Complete )   Nusrat Fateh Ali Khan
Tum ik Gorakh Dhandha Ho ( Complete ) Nusrat Fateh Ali Khan