LOADING ...

Terai bin ho na sakega gujara mil Bhi gayai tou Bhi tai hai kinaara

Song info

"Terai bin ho na sakega gujara mil Bhi gayai tou Bhi tai hai kinaara" (2014)

Lyrics

Tere bin ho na sakega guzara,
mil bhi gaye toh bhi tai hai kinara,
na doorie, na nazdiki....
hai agar, tujhse juda hona kismat meri,
Hai agar tanhaiya hi sohbat meri
Toh lo ho gaye, juda tujhse, khafa khud se,
ab na milenge tujhe hum kabhi.........
tere bin ho na sakega guzara,
mil bhi gaye toh bhi tai hai kinara,
na doorie, na nazdiki....

Dhoop mein ,yu hi mein jalta tha ,firta mein rehta tha ,darbadar
Tu Mila , isk ki chaaw mein, mujh ko panaah mili kuch peher
Sukoon yoon mila, ki lagnai laga,tu hein wo dowa
Jisai pad k milaiga mujai rab yahin
tere bin ho na sakega guzara,
mil bhi gaye toh bhi tai hai kinara,
na doorie, na nazdiki....

Tu subah, andheri raato k ,baad ki pehli fazar
Tu junoon ,dil mein chupa tha jo ,khool k wo aya hein najar
Kismat se gila, nahi ab rahA,falak mil Gaya
Dil ko mili hein dharkan abhi.
tere bin ho na sakega guzara,
mil bhi gaye toh bhi tai hai kinara,
na doorie, na nazdiki....
Written by - Devshi khanduri
Singer-k.k
Music- Vikram
Movie - parathe wali gali
Music company- times


Albums has song "Terai bin ho na sakega gujara mil Bhi gayai tou Bhi tai hai kinaara"