Song info
"Rangeela Re" Videos
Lyrics
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Itne chehron mein apne chehre ki pehchaan
Oh ho pehchaan oh ho
Bade bade naamon mein apna bhi naamonishaan
Oh ho pehchaan oh ho
Jeene mein phir to kya baat ho
Din naya aur nayi raat ho
Har ghadi bas khushi saath ho
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Rangeela re
Arre yaaron mere paas to aao
Meri mushkil door bhagaao
Cadbury' s bole main meetha hoon
Amul bole main meetha hoon
Horlicks bole main achchha hoon
Complan bole main achchha hoon
Kya sabne socha main bachcha hoon
Chocolate khaane mein tension hai
Doodh peene mein tension hai
Tension tension tension
Tajub hai ji uspar duniya mein hi rehkar
Duniya mein jo jeene ke andaaz ko na jaane
Maathe yahan thope
Chaand ya taaron mein
Kismat ko dhoondhein par khud mein kya hai ye na jaane
Khud pe hi humko yakeen ho
Mushkilein raah ki aasaan ho
Donon haathon mein ye jahaan ho
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Rangeela re
- 0 Bản dịch
Hiện tại chưa có lời dịch cho bài hát này. Bạn hãy là người đầu tiên chia sẻ lời dịch cho bài hát này nhé !
Đăng lời dịchAlbums has song "Rangeela Re"
Singles
16 songs
- Tum Se Milke 2018
- Prem Mein Tohre (From "Begum Jaan") 2017
- Husn Walon Ke Panje Men Aa 2020
- O Haseena Zulfonwale Jane Jahan 2019
- Rangeela Re 2018
- Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko 2019
- Gun Guna Rahe Hai Bhanvare 2019
- Ye Ladki Zarasi Diwani Lagti Hai 2019
- Dil Cheez Kya Hai 2019
- Hungama Ho Gaya 2019
- Prem Mein Tohre 2017
- Jane Aaj Kya Hua, Pt. 2 2018
- Kisi Nazar Ko 2018
- Jawani Jan-E-Man 2018
- Kaise Kahoon Main Baat Jiya Ki 2020
- Baharon Ki Kahani Sunati Hai Jawani 2020
Recent comments