LOADING ...

Hum Dekhen Ge

Song info

"Hum Dekhen Ge" (2018)
Sáng tác bởi IQBAL BANO.

"Hum Dekhen Ge" Videos

Hum dekhenge by Iqbal bano
Hum dekhenge by Iqbal bano
Hum Dekhenge ( Iqbal Bano ) Posted By RAZA JAFERI
Hum Dekhenge ( Iqbal Bano ) Posted By RAZA JAFERI
Hum dekhenge..laazim hai ke hum bhi dekhenge..Iqbal Bano- Faiz Ahmed Faizفیض احمد فیض
Hum dekhenge..laazim hai ke hum bhi dekhenge..Iqbal Bano- Faiz Ahmed Faizفیض احمد فیض
Hum dekhenge by Iqbal bano   YouTube
Hum dekhenge by Iqbal bano YouTube
Remebering Faiz Ahmed Faiz - Ham DekheN ge (Iqbal Bano 1985 recording)
Remebering Faiz Ahmed Faiz - Ham DekheN ge (Iqbal Bano 1985 recording)
Hum Dekhenge (LIVE) Tina Sani in Kathmandu
Hum Dekhenge (LIVE) Tina Sani in Kathmandu
Hum Dekhenge, Coke Studio Season 11
Hum Dekhenge, Coke Studio Season 11
Hum Dekhenge Laazim Hai | Jawad Ahmed | Faiz Ahmed Faiz | Virsa Show
Hum Dekhenge Laazim Hai | Jawad Ahmed | Faiz Ahmed Faiz | Virsa Show
Hum dekhien gay   Iqbal Bano singing Faiz Ahmed Faiz ghazal   YouTube
Hum dekhien gay Iqbal Bano singing Faiz Ahmed Faiz ghazal YouTube
48. Hum Dekhenge Laazim - Iqbal Bano
48. Hum Dekhenge Laazim - Iqbal Bano
Faiz Ahmad Faiz  recites Hum Dekhenge
Faiz Ahmad Faiz recites Hum Dekhenge
Hum Deikheinge Lazim Hai, Iqbal Bano Live In India !
Hum Deikheinge Lazim Hai, Iqbal Bano Live In India !
HAM DEKHEIN GEY ( IQBAL BANO ) KALAAM E FAIZ AHMAD  posted by raza jaferi
HAM DEKHEIN GEY ( IQBAL BANO ) KALAAM E FAIZ AHMAD posted by raza jaferi
‘Hum Dekhenge’ famous Iqbal Bano Ghazal rendered by Roshan Lal, Pratapgarh.
‘Hum Dekhenge’ famous Iqbal Bano Ghazal rendered by Roshan Lal, Pratapgarh.
hum dekhen ge
hum dekhen ge
Hum Bhi Dekhenge | Iqbal Bano Live
Hum Bhi Dekhenge | Iqbal Bano Live
Hum Dekhenge⚪Iqbal Bano⚪Faiz Ahamad Faiz⚪Welcome to the World of Haryanvi Telent
Hum Dekhenge⚪Iqbal Bano⚪Faiz Ahamad Faiz⚪Welcome to the World of Haryanvi Telent
Hum dekhenge by Iqbal Bano
Hum dekhenge by Iqbal Bano
Best Of Iqbal Bano - Song Jukebox - Best Ghazals
Best Of Iqbal Bano - Song Jukebox - Best Ghazals
Hum Dekhen Gay by Iqbal Bano - Best Pakistani Urdu Ghazal | Ghazal E Alam
Hum Dekhen Gay by Iqbal Bano - Best Pakistani Urdu Ghazal | Ghazal E Alam

Lyrics

Laazim hai ki hum bhi dekhenge
Woh din jiskaa ke waada hai,
Jo lau-e-azl mein likha hai

Jab zulm-o-sitam ke koh-e-garaan
Rooi ki tarah udd jaayenge,

Hum mehkoomon ke paaon tale
jab dharti dhad dhad dhadkegi,

Aur ahl-e-hukam ke sar oopar
Jab bijli kad kad kadkegi,

Jab arz-e-khudaa ke kaabe se
Sab but uthwaaey jaayenge,

Hum ahl-e-safaa mardood-e-haram
Masnad pe bithaaey jaayenge.

Sab taaj uchaaley jaayenge.
Sab takht giraaey jayyenge.

Bas naam rahega Allah kaa,
Jo ghaayab bhi hai, haazir bhi,
Jo manzar bhi hai, naazir bhi.

Utthegaa 'An-al-haq' kaa naara
Jo main bhi hoon, aur tum bhi ho,

Aur raaj karegi Khalq-e-Khuda
Jo mai bhi hoon, aur tum bhi ho.


Albums has song "Hum Dekhen Ge"

Singles

Singles

  1 songs
Singles

Singles

  1 songs