Bechain Cash Zindagi
Cash zindagi , aish wali zindagi Mujhe chahiye taish wali zindagi ... x2
Jee]] Bada bada bada bada sa ek ghar hoga size bed jispar makhmali bistar hoga bhapka mere naam ka bheed mein mere charche ka meri - khabaron mein zikar hoga
jiunga fir main - nawaabon wali zindagi Gucci,Prada,Loui mere khwabon wali din raat hee liqour - kisi na baat ki pocket full - aisi thaathon wali zindagi
Paisa mere ginti se bhi bahaar hoga naam ka mere pure sheher mein hoga roke se kisi ke rukunga nahi party din raat jis din shaniwaar hoga
gaadi bank balane mera full hoga haath mein sharaab fir sa har ek pal hoga jo karna hai aaj hoke karna kyunki aaj aish aur kaam sara kal hoga
wali zindagi , aish wali zindagi Mujhe chahiye aisi taish zindagi ... x4
[[Chhetri Par Mere dad ko shak hai main kar paunga nahi lekin koshish kare to main yahan se jaunga nahi mere pass behisaab hona chahiye uske liye to kabhi bahaunga nahi
Gaddi mere pass - koi se na ke niche hogi highway par - 100 ki raftaar se na niche hogi Shun-shan karta hua main aage jaunga Sabse aage ekdum - saari duniya mere piche hogi
Fir raat to chhodo meri to subah bhi hogi haath mein glass aur mein teen-teen hogi kadam ek jagah tikte nahi meri morning New-york and night in hogi
atma full hang hone ki kagar par dushman chit bus mere ek par akad meri bhaari ab hee chalegi aur mera bada-bada branded car par
Cash wali zindagi , aish wali chahiye aisi taish wali zindagi ... x2
Cash wali,cash aish wali,aish Mujhe chahiye taish wali zindagi
Cash wali,cash aish wali,aish Mujhe chahiye aisi taish zindagi
wali zindagi , aish wali zindagi Mujhe aisi taish wali zindagi ... x2