LOADING ...

Baarish Ke Bahane

Song info

"Baarish Ke Bahane" (2017)

"Baarish Ke Bahane" Videos

Baarish Ke Bahane - Official Music Video | Babbu Maan | DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane - Official Music Video | Babbu Maan | DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane
Baarish Ke Bahane
Barish k bahane official music video Babbu maan

Baarish Ke Bahane   Official Music Video   Babbu Maan   DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane Official Music Video Babbu Maan DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane - Official Music Video | Babbu Maan | DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane - Official Music Video | Babbu Maan | DJ Sheizwood
Babbu Maan : Saun Di Jhadi Full Video Song | Saun Di Jhadi | Hit Punjabi Song

Babbu Maan | Baarish Ke Bahane - Official Music Video

Babbu Maan : Barsaat (Full Song) || Mera Gham 2 ||  Latest Hindi Song 2021

Barish Ke Bahane Babbu Maan
Barish Ke Bahane Babbu Maan
Baarish Ke Bahane Babbu Maan - HDYaar.Com

Baarish Ke Bahane | Full Video Song 2017 |  Babbu Mann

Baarish Ke Bahane || Babbu Maan Live Singing In His Interview #babbumaan #shorts

Baarish Ke Bahane   Official Music Video   Babbu Maan   DJ Sheizwood   YouTube

BAARISH KE BAHANE | BABBU MAAN | ZEE MUSIC COMPANY

Baarish ke bahane babbu maan
Baarish ke bahane babbu maan
Baarish Ke Bahane Babbu Maan,Sheeba Alan Video Song

Babbu Maan - Khat
Babbu Maan - Khat
Baarish Ke Bahane - Official Music Video | Babbu Maan | DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane - Official Music Video | Babbu Maan | DJ Sheizwood
Baarish Ke Bahane Babbu Maan - HD Song 2017

‘Baarish Ke Bahane’ - Official Song Launch | Babbu Maan

Lyrics

Abhi to dhoop thi
Ghata kidhar se aayi
Khushbu bhari hawa
Paigam ishq laayi

Mausam ne li angdayi
Jalwa dekh jawani ka
Baarish ke bahane
Maza le jawani ka
Barish ke bahane
Maza le jawani ka

Wah re, re wah re
Naseeb dekho paani ka
Baarish ke bahane
Maza le jawani ka
Barish ke bahane
Maza le jawani ka

"Nazar nikli hai shika pe
Qatl na ho jaaye koyi deewana
Yeh achcha ban gaya baarish ka bahana
Main bhi to chahti thi zulfon ko jhatkana"

Chhalak chhan chhan chhan chhan ke
Re ghunghroo paanv ka
Haal hai aashiqana
Har shehar gaanv ka x (2)

Taal pe thirke dekho
Taal pe thirke dekho
Ang-ang deewani ka
Baarish ke bahane
Maza le jawani ka

Matke re gardan dekho
Kamariya bal khaaye
Aise mein kyun na maan
Deewana ho jaaye

Le ja re, le ja chhalla
Le ja re, le ja re chhalla
Tohfa ik nishani ka
Baarish ke bahane
Maza le jawani ka
Barish ke bahane
Maza le jawani ka

Wah re, re wah re
Naseeb dekho paani ka
Baarish ke bahane
Maza le jawani ka
Barish ke bahane
Maza le jawani ka

Albums has song "Baarish Ke Bahane"