LOADING ...

Agar Tum Saath Ho

Song info

"Agar Tum Saath Ho" (2018)

"Agar Tum Saath Ho" Videos

Agar Tum Saath Ho FULL AUDIO Song | Tamasha | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone | T-Series
Agar Tum Saath Ho FULL AUDIO Song | Tamasha | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone | T-Series
Agar Tum Saath Ho Maahi Ve l T-Series Mixtape l Jubin N Prakriti K Abhijit V l Bhushan Kumar Ahmed K
Agar Tum Saath Ho Maahi Ve l T-Series Mixtape l Jubin N Prakriti K Abhijit V l Bhushan Kumar Ahmed K
Tum Sath Ho Ya Naho Kya Far Hai | Tik Tok Musically Two Emotion 😃😢
Tum Sath Ho Ya Naho Kya Far Hai | Tik Tok Musically Two Emotion 😃😢
Agar Tum Sath Tmasha Movie Audio Free MP3 Download 3
Agar Tum Sath Tmasha Movie Audio Free MP3 Download 3
होली पर कुमार विश्वास का 'मोदी, राहुल, केजरीवाल' स्पेशल | News Tak | Big Story
होली पर कुमार विश्वास का 'मोदी, राहुल, केजरीवाल' स्पेशल | News Tak | Big Story
Beeti Na Bitai Raina with lyrics | बीटी ना बिताई रैना के बोल | Lata | Bhupinder | Parichay | HD Song
Beeti Na Bitai Raina with lyrics | बीटी ना बिताई रैना के बोल | Lata | Bhupinder | Parichay | HD Song
HD Kaun Haqdaar || कौन हक़दार || Uttar Kumar, Suchi Verma, Baby Manju Sharma || Hindi Full Movies
HD Kaun Haqdaar || कौन हक़दार || Uttar Kumar, Suchi Verma, Baby Manju Sharma || Hindi Full Movies
Inter mai hogi fail chhore tere char mai
Inter mai hogi fail chhore tere char mai
#10 - Tera Mera Pyar (Kumar Sanu) - Guitar lesson - Complete and Accurate : Chords in description
#10 - Tera Mera Pyar (Kumar Sanu) - Guitar lesson - Complete and Accurate : Chords in description
Baje khesari ke gana dj pe kamar hila la a bhaia
Baje khesari ke gana dj pe kamar hila la a bhaia

Lyrics

Pal Bhar Thahar Jaao
Dil Ye Sambhal Jaaye
Kaise Tumhe Roka Karun
Meri Taraf Aata Har
Gham Phisal Jaaye
Aankhon Mein Tum Ko Bharun
Bin Bole Baatein Tumse Karun
'Gar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho

Behti Rehti
Nahar Nadiya Si
Teri Duniya Mein
Meri Duniya Hai
Teri Chaahaton Mein
Main Dhal Jaati Hoon
Teri Aadaton Mein
'Gar Tum Saath Ho
Teri Nazron Mein
Hai Tere Sapne
Tere Sapno Mein
Hai Naraazi
Mujhe Lagta Hai
Ke Baatein Dil Ki
Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi
Tum Saath Ho Ya Na
Ho Kya Fark Hai
Bedard Thi Zindagi Bedard Hai
Agar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho

Palkein Jhapakte
Hi Din Ye Nikal Jaaye
Baithi Baithi Bhaagi Phirun
Meri Taraf Aata Har
Gham Phisal Jaaye
Aankhon Mein Tum Ko Bharun
Bin Bole Baatein Tumse Karun
'Gar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho
Teri Nazron Mein
Hai Tere Sapne
Tere Sapno Mein
Hai Naraazi
Mujhe Lagta Hai
Ke Baatein Dil Ki
Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi
Tum Saath Ho Ya Na
Ho Kya Fark Hai
Bedard Thi Zindagi Bedard Hai
Agar Tum Saath Ho
Dil Ye Sambhal Jaaye
Agar Tum Saath Ho
Har Gham Phisal Jaaye
Agar Tum Saath Ho
Din Ye Nikal Jaaye
Agar Tum Saath Ho
Har Gham Phisal Jaaye.


Albums has song "Agar Tum Saath Ho"

Singles

Singles

  1 songs
Singles

Singles

  1 songs